Tum Hi To Ho Movie song Lyrics Bollywood Hindi Film |
You can get and view online this top Indian song Aye Khuda Dard Ye Gum lyrics from movie Tum Hi To Ho. aey Khuda! dard-o-gham ka silsila aaj isi dam torr de zindagi! lamha lamha mat jala mera daaman chorr de saans lena lage ab saza kya karunga main jee ke, bata (x2) koi ham-safar na koi ham-nawa palkon mein chubhe bas yaadon ka dhuwaan [repeat] dil mein kuch nahi zakhmon ke siwa nakaam hogai har dawa, har dua gham kiye hain khushi ne ataa kya karunga main jee ke, bata (x2) ruk jaey saanson ka silsila dil dharakna chorr de pyaar mera, jaana jis din tujhe pyaar karna chorr de main jiyun tujh se ho ke judaa na dikhaey yeh woh din Khuda (x2) jab bhi tasawwur tera hota hai mere pehlu mein teri khushbooain mere saanson mein utar jaati hain meri tanhaiyaan jab aati hain tere qareeb khuwaahishain sabr ki sarhad se guzar jaati hain haan? aray aray aray... yeh kya kiya tum ne? main yeh chaahta hun ke yeh hawaeyn, yeh fizaeyn sab jaan lain ke tum kitni khoob-soorat ho lamha lamha tera ehsaas mujhe choota hai rafta rafta main tere rang mein dhal jaati hun main tujhe apne khayaalon mein bula kar aksar jannaton se bhi kahin door nikal jaati hun tum ne aisa kiyun kiya? main chaahti hun ke yeh hawaeyn, yeh fizaeyn yeh jaan lain ke tum mere liye ho... tum hi to ho baanhon mein teri meri raatain hon basar jaagun har seher bas tujh ko dekh kar [repeat] main tere ishq mein khud se hun bekhabar bin tere bin tere kuch na aey nazar teri chaahat ho mujh se khafa na dikhaey yeh woh din Khuda (x2) |
|