Agneepath Movie song Lyrics Bollywood Hindi Film |
You can get and view online this top Indian song Shah Ka Rutba lyrics from movie Agneepath. Ho o. Shah ka rutba shehanshahon si teri baat hai Shah ka rutba shehanshahon si teri baat hai Ho.. Shahon ka jo Shah uska tere sar pe hath hai Shahon ka jo Shah uska tere sar pe hath hai Tere qadamon ke tale mitti bhi sona bann gayi Jar huaa dushman jahaan shamsheer teri tan gayi Tu wali hai tu meherman hai nigehmaan hai tu hi Hai farishtey bhi parishtish mein teri qurbaan wallah Tu wali hai tu meherman hai nigehmaan hai tu hi Ban gaya kanoon jo bhi tu likhe parvaan wallah ho Nazara jannaton ka aaj tere ru-b-ru hai Tera Lakht-e-jigar saaya hai tera hu-b-hu hai Haan sadke aaj uske sar ke sehre ke sabhi hain Ki teri saltnat ke takht ka woh jaanasheen hai Guroor yeh, jalwa rahe ..* Teri kismat khud tere haatho'n khilona bann gayi Jar huaa dushman jahaan shamsheer teri tann gayi Tu wali hai tu meherman hai nigehmaan hai tu hi Hai farishtey bhi parishtish mein teri qurbaan wallah Tu wali hai tu meherman hai nigehmaan hai tu hi Ban gaya kanoon jo bhi tu likhe parvaan wallah ho Ghar diwane aam naa ho, koi Akbar naa huaa Jo tumhaare sar jhuke toh shenshah main huaa Allah raha mera har pal hafeez tto safar yeh tai hua Ghar deewane aam naa ho, koi Akbar na huaa Chaar majboot naujawaan kandhe Tujhko tere Khuda ne bakhshe hain Inke haathon ki jo laqeerein hain Tere dono jahaan ke nakshe hain Zindagi toh har Qadam nayi disha mein hai Yeh hi toh mere sheh-maat hain Yeh dono meri Qaaynaat hain yaa Chaar majboot naujawaan kandhe Tujhko tere Khuda ne bakhshe hain Inke haathon ki jo laqeerein hain Tere dono jahaan ke nakshe hain Ya wallah ya maula. |
|