Ek Aadat Movie song Lyrics Bollywood Hindi Film |
You can get and view online this top Indian song Kyun Ho Gaya Ye Deewana lyrics from movie Ek Aadat. Shaan: kyun ho gaya deewana main tumhara main nahi jaanta main nahi jaanta kyun kho raha chain o sukoon hamara main nahi jaanta main nahi jaanta kyun hothon pe mere hi zikr tera hi aane laga hai kyun aankho mein mere tera hi aks chhaane laga hai zikr aane laga hai aks chhaane laga hai Sunidhi: kyun dil ko tu lagta hai sabse pyaara main nahi jaanti main nahi jaanti kyun kho raha chain o sukoon hamara main nahi jaanti main nahi jaanti Shaan: ye zindagi itni haseen pehle kabhi lagi hi nahi Sunidhi: tum pyar ban ke jab se mile ho tab se meherbaan hui hai khushi kyun soun bhi to muskuraaye chehra mera kyun jaagun bhi to khwaabon ka ho pehra tera chehra mera pehra tera Shaan: kyun khushnuma sang tere lage nazara main nahi jaanta main nahi jaanta kyun kho raha chain o sukoon hamara main nahi jaanta main nahi jaanta Sunidhi: haan kehti hoon mein kha ke kasam dil se tujhe chaaha sanam Shaan: na hona juda na hona khafa chaahe koi bhi tum karna sitam kyun paane se khone ka dar ab sataaye mujhe kabhi mujhse hi teri nazar na churaaye tujhe ab sataaye mujhe na churaaye tujhe Sunidhi: kyun main lagun maajhi to tu kinaara main nahi jaanti main nahi jaanti kyun kho raha chain o sukoon hamara main nahi jaanti main nahi jaanti Shaan: kyun ho gaya deewana main tumhara main nahi jaanta main nahi jaanta Sunidhi: kyun dil ko tu lagta hai sabse pyaara main nahi jaanti main nahi jaanti Shaan: main nahi jaanta main nahi jaanta Sunidhi: main nahi jaanti main nahi jaanti |
|