Hisss Movie song Lyrics Bollywood Hindi Film |
You can get and view online this top Indian song Lafanaa lyrics from movie Hisss. hisss... watch out the yella camma laji don't know watch out the yella camma laji don't watch out the yella camma laji don't know watch out the yella camma bonnie she is a snake, she is a woman she is snake woman on the proude she is in search of a lover she can hiss, she can proude lafanaa hai, lafanaa yeh aashiqi (ashiqi) zarre zarre mein pinhaan yeh aashiqi (ashiqi) ibtedaa hai, intehaa yeh aashiqi (ashiqi) zindah rehne ki wajah hai aashiqi (ashiqi) kese main tujh ko bhula doon (tujh ko bhula doon) har pal main tujh ko sada doon (tujh ko sada doon) aa, khud ko tujh pe mita doon mujhe aazma~! lafanaa hai, lafanaa yeh aashiqi (ashiqi) zarre zarre mein pinhaan yeh aashiqi (ashiqi) har shay mein tera nazaara aaja kahin se tu aaja tere bina jeena yahaan jeena mera dushwaar huwa lamha lamha mujhe hai tujh se nisbat, O Janaan! saari umar tu mujhe de teri qurbat, O Janaan! kese main tujh ko bhula doon (tujh ko bhula doon) har pal main tujh ko sada doon (tujh ko sada doon) aa, khud ko tujh pe mita doon mujhe aazma~! lafanaa hai, lafanaa yeh aashiqi (ashiqi) zarre zarre mein pinhaan yeh aashiqi (ashiqi) tu meri subh ka taara mere falak se tu na jaa tu hi to hai, tu hai mera bas aik mera gham-khwaar yahaan jaaga jaaga rahe tu mujh mein har dam, O Janaan! bheega bheega hai mere dil ka mausam, O Janaan! kese main tujh ko bhula doon (tujh ko bhula doon) har pal main tujh ko sada doon (tujh ko sada doon) aa, khud ko tujh pe mita doon mujhe aazma~! hisss....! lafanaa hai, lafanaa yeh aashiqi (ashiqi) zarre zarre mein pinhaan yeh aashiqi (ashiqi) ibtedaa hai, intehaa yeh aashiqi (ashiqi) zindah rehne ki wajah hai aashiqi (ashiqi) kese main tujh ko bhula doon (tujh ko bhula doon) har pal main tujh ko sada doon (tujh ko sada doon) aa, khud ko tujh pe mita doon mujhe aazma~! hisss....! hisss...! |
|