Download Music 2020
Sponsors
Rock You Baby Song Lyrics
Tum Hi To Ho Movie song Lyrics Bollywood Hindi Film
You can get and view online this top Indian song Rock You Baby lyrics from movie Tum Hi To Ho.

rock you baby, move your body
feel the rythem everybody
[repeat]
it's a mad mad mad mad world (x4)

be-sur be-taal yeh gaana hai (x2)
bas avein shor machaana hai
rona hai andhe ke aage
behre ko gaana sunaana hai
yeh duniya paagal...
yeh duniya paagal khaana hai
har bandah yahaan seyaana hai
yeh duniya paagal khaana hai
har bandah yahaan seyaana hai

samajh samajh ke samajh ko samjho
samajh samajhna bhi ek samajh hai
samajh samajh ke jo na samjhe
meri samajh mein woh naa-samajh hai


life ka fanda hai ab ke maal hai to taal hai
poochta hai kaun us ko saala jo kangaal hai
bin money ke zindagaani jaan ka janjaal hai
ho money to kaun pooche umr kitne saal hai
mad mad mad mad world
it's a mad mad mad mad world
yaaron ne gasht manaana hai (x2)
phokat ka maal uraana hai
behkon ko ab behkaana hai
choro, kyun panga paana hai
yeh duniya paagal...
yeh duniya paagal khaana hai
har bandah yahaan seyaana hai
yeh duniya paagal khaana hai
har bandah yahaan seyaana hai


sab ki mutthi mein muqaddar, sab sikandar hain yahaan
tishnagi ki baat mat kar, sab samandar hain yahaan
mastiyaan sab pe hain taari, sab qalandar hain yahaan
kam nahi koi kisi se, sab dhulandar hain yahaan
mad mad mad mad world
it's a mad mad mad mad world
maanega na koi maana hai (x2)
sab ka andaaz puraana hai
sach se parda sarkaana hai
ek raaz naya batlaana hai
yeh duniya paagal...
yeh duniya paagal khaana hai
har bandah yahaan seyaana hai
yeh duniya paagal khaana hai
har bandah yahaan seyaana hai

mad mad mad mad world
it's a mad mad mad mad world (x3)
yeh duniya paagal khaana hai ji nigori
Latest Songs 2020 Lyrics Added from Movies
Le Chalo Lyrics   Tutiya Dil
Aunty Ji - Ash King Lyrics   Ek Main Aur Ekk Tu
Kar Chalna Shuru Tu Lyrics   Ek Main Aur Ekk Tu
Ek Main Aur Ekk Tu Lyrics   Ek Main Aur Ekk Tu
Gubbare Lyrics   Ek Main Aur Ekk Tu
Aahatein Lyrics   Ek Main Aur Ekk Tu
Zohra-Jabeen Lyrics   Ek Deewana Tha
Phoolon Jaisi Lyrics   Ek Deewana Tha
Dost Hai (Girl I Loved You) Lyrics   Ek Deewana Tha
Jessies Driving Me Crazy Lyrics   Ek Deewana Tha
Sunlo Zara Lyrics   Ek Deewana Tha
Sharminda Hoon Lyrics   Ek Deewana Tha
Kya Hai Mohabbat Lyrics   Ek Deewana Tha
Hosanna Lyrics   Ek Deewana Tha
Aromale (My Beloved) Lyrics   Ek Deewana Tha
Broken Promises Lyrics   Ek Deewana Tha
Setting Zaala Lyrics   Chaalis Chauraasi
Badmast Lyrics   Chaalis Chauraasi
Shah Ka Rutba Lyrics   Agneepath
Gun Gun Guna Lyrics   Agneepath
Movies by Alphabet
0-9 | A | B | C | D | E | F | G | H | I | J | K | L | M | N | O | P | Q | R | S | T | U | V | W | X | Y | Z
Movies by Year
2017 | 2016 | 2015 | 2014 | 2013 | 2012 | 2011 | 2010 | 2009 | 2008 | 2007 | 2006 | 2005 | 2004 | 2003 | 2002 | 2001 | 2000 | 1999 | 1998 | 1997 | 1996 | 1995 | 1994 | 1993 | 1992 | 1991 | 1990 | 1989 | 1988 | 1987 | 1986 | 1985 | 1984 | 1983 | 1982 | 1981 | 1980 | 1979 | 1978 | 1977 | 1976 | 1975 | 1974 | 1973 | 1972 | 1971 | 1970 | 1969 | 1968 | 1967 | 1966 | 1965 | 1964 | 1963 | 1962 | 1961 | 1960 | 1959 | 1958 | 1957 | 1956 | 1955 | 1954 | 1953 | 1952 | 1951 | 1950
Copyright 2020 iSongs.pk | isongs.pk 2020
Home of Music, Download latest Indian Movie Songs, Bollywood Music