332 Mumbai To India Movie song Lyrics Bollywood Hindi Film |
You can get and view online this top Indian song Saare Jahan Se Achha lyrics from movie 332 Mumbai To India. saare jahaan se accha hindustaan hamaara ham bulbulain hai is ki, yeh gulsitaan hamaara yeh gulsitaan hamaara ghurbat mein hon agar ham, rehta hai dil watan mein samjho wahin hamain bhi, dil hai jahaan hamaara parbat woh sab se ooncha, hamsaaya aasmaan ka woh santri hamaara, woh paasbaan hamaara saare jahaan se accha hindustaan hamaara ham bulbulain hai is ki, yeh gulsitaan hamaara yeh gulsitaan hamaara godi mein khelti hain is ki hazaaron nadiyaan gulshan hai jis ke dam se rashk-e-jahaan hamaara mazhab nahi sikhaata aapas mein beyr rakhna hindi hain ham, watan hai hindoostaan hamaara (x2) saare jahaan se accha hindustaan hamaara ham bulbulain hai is ki, yeh gulsitaan hamaara yeh gulsitaan hamaara |
|